Hmm, acha ,theek hai . a poem by shiva rajak.

मैं उससे रोज़ थोड़ा और प्यार करता हूँ।

Uske ek msg pe m 4 msg krta hu 
Wo adhe ghante mai ek short text karti h
Par phir bhi uspe marta hun
Hmm ,acha, thik hai ye kehna to uski aadat si ban gai h,
Par phir bhi dil pe patthar rakh kar
Har baar msg karta hun ,

Kahi is bar ek acha reply aa jae or 
Conversation thodi si aur badh jaye ,
Aur isse mai uske thode aur kareeb aa  jaun
Par iss chakkar m padta hun 
M roz usse thoda aur jyada pyaar karta hun.

Ab m kya karu, 
itne der ruk kar 
online reh kar bhi 
hmm ,acha, thik ,sun k hurt to hota h
But it's ok ,ye bhi chalta hai ,
Akhir m usse pyaar karta hun na 
Islie uska wait karta hun ,
Mai use khone se darta .

Ha janta hun , 
emotions initiate karne m time lagte hai
Mai jise chahu wo mujhe chahe 
Ye baat thodi hazm nhi hoti  
Par phir bhi try krne ko marta hu
Mai usse roz thoda aur pyaar karta hun! .

Akhir hui to mohabbat pehle iss tarf se h na 
To ye bhi chalta hai .
Mai rok lunga khud ko jab tak wo chalta hai .

Dhal jaaegi shaam aakhir meri zindagi mai bhi kabhi ,
Mohabbat karne wala mujhe bhi mil jaega 
Isi chakkar mai aage nhi badhta hun ,
Haa har roz , ha har roz m usse thoda aur pyaar karta hun . 

                                 शिवा रजक ।
                                 2 नवंबर 2021

Comments

  1. Mere bhi Dil mein koi hai per bolne se dart hu me v kisi se pyar karta hu🤫

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bol de bro, man halka ho jaega ,warna koi aur chance mar dega🤯

      Delete

Post a Comment

Popular posts from this blog

घर से दूर ! कविता - शिवा रजक

The whole life