आगे बढ़ते है ना 💜 Acha thik hai , Aage badhte hai na, 🌟 Manzil ko rehne dete hai, Safar karte hai na , 💓 Chalte hai kahin, Khudko Talash karte hai ,💯 Bas hogya kal parso, aur beete kal ki batein!😑 Ache se jeete hai, Jeena Aaj karte hai na ! 🌌❤️ Shayariyan, ishq, aur gam Sab keh dete hai , Kyu andar hi marte hai. 🎄 Acha thik hai Aage badhte hai na !❤️🌟 Rehne dete hai na , Wafa bewafai ki baatein, Unhe aur apne ko bhi Maaf karte hai na !💯🥺🌟 Sarre zakhm, bhar dete hai , Aage badhte hai na .💓 Khusiyon aur gam ka Len den karte hai, Thoda udhar lete hai, Thoda udhar dete hai na ,💓💓🥰 Aage se badhkar , jeete hai na !🌻🥺💓 ~shiva rajak🌟